Embryogenesis is the process by which an embryo develops into a foetus. It begins when an ovum and sperm meet and fertilization occurs. The fertilization results in the formation of a zygote.
Yaih ek maidhan hai issme dhoh bache paid laga rahe hai iss chitar mai ek paid aur khuch chidiya bhih hai iss chitar mai ek ladka aur ek ladki hai dhono ek sath milke poadhe ko laga rahe hai ladki podha laga rahi hai aur ladka usska pani dheraha hai
Iss chitr mei 2 balak ek boht sundar baag mei hain. Baag hare- bhare pedh paudhon se bhara hua hai aur chaaron oar hareyaali hai. Dono bache boht khushi se baag mei paudha laga rahein hain aur usse paani dete nazar aa rahe hain. Iss chitr se hamme yeh shiksha milti hai ki hamme apni praakriti ko bachaane k liye pedh lagate rehna chahiye. Hamme yeh praakriti ek tohfe k roop mei mili hai jiska upyog hamme achhe tareeke se krna chahiye kyuki din-b-din hamari dharti par pardushan badhta jaa raha hai jo ki ek maut ka sanket hai.